Stainless Steel Zig Zag Pinking Scissors
Stainless Steel Zig Zag Pinking Scissors
Viral on Facebook – 4.3M+ views
Couldn't load pickup availability
Payment and delivery
Payment and delivery
Cash on delivery is available. You pay when your order arrives.

Kapra, leather, plastic, kaghaz aur craft ke kaam — sab ke liye. Ghar ho ya professional silai, dono ke liye behtareen.

Khoobiyan:
- Ergonomic Design — araamdeh handle, kaatna asaan aur control mein rehta hai. Haath nahi thakta.

- Zig-Zag (Pinking) Blade — tez daanteydaar blade kaatte waqt khud zig-zag design banati hai. Isi wajah se kapre ke kinare se dhaage nahi nikalte aur kapra udhaRta nahi.

- Perfect Cutting — stainless steel ki bohat tez blades, is liye decorative cutting bilkul saaf aur asaan hoti hai.

-
Kahan Kaam Aati Hai — daanteydaar blade extra detail deti hai, is liye ye quilting, silai aur kinare banane ke liye behtareen hai. Kapre par bhi chalti hai aur kaghaz par bhi — dhaar nok tak tez rehti hai.

Specifications:
- Shape: Triangle (teen konia zig-zag)
- Size: Triangular serration — 2mm / 3mm / 4mm / 5mm / 7mm
- Material: Stainless Steel
- Color: Black
- Package: 1 scissor

Ghar walon aur doston ke liye bhi ek le lein — tohfe ke liye bohat achi cheez hai.
❤️ Aap ke bharose ka shukriya! ❤️
HAMARI ZIMMEDARI
Humein apni cheezon par bharosa hai. Lekin hum ye bhi samajhte hain ke online khareedna — khaas tor par pehli bar — thora mushkil lagta hai. Isi liye:
✅ Cash on Delivery — paisay saman haath mein aane par dein
🚚 Poore Pakistan mein delivery
📞 Order ke baad call confirmation
🔄 Saman ghalat ya kharab nikle to hum replace kar ke denge
Share






-
Cash on delivery
Pay when your order arrives
-
Delivery across Pakistan